Вступление
[Intro]GEmGEmCG[Pre-Chorus]GG
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
CD
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
GG
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
CD
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
CG
Ab jaisa bhi raasta
DG
Tootega na vaasta
CGD
Na rahega faasla darmiyaan
[Chorus]GD
Naino ne baandhi kaisi dor re
GD
Naino ne baandhi kaisi dor re
AG
Ho munsif hi mera mera chor re
GD
Dil pe chale na koi zor re
GD
Haan dil pe chale na koi zor re
AG
O khincha chala jaye teri ore re
[Interlude]GEmCG[Verse]G
O aaja tera darsh dikha de maahi
D
Mujhe mera aks dikha de maahi
CG
Tujhse judi hai sab kahaniyaan
G
O aaja tera darsh dikha de maahi
D
Mujhe mera aks dikha de maahi
CG
Tujhse judi hai sab kahaniyaan
[Interlude]GEmCG[Verse]GC
Chahe sau gardishein ho
CG
Par koi bair nahi
GC
Hum duniya se lad lenge
CG
Par tere bagair nahi
[Pre-Chorus]GEm
Dil se sun piya ye dil ki daastaan
GD
Jo lafzon mein nahi ho bayaan
CG
Humsafar humraaz tu
EmG
Jism main aur saans tu
CGD
Rehna mere paas tu yun sada
[Chorus]GD
Naino ne baandhi kaisi dor re
GD
Haan naino ne baandhi kaisi dor re
AG
Ho munsif hi mera mera chor re
GD
Dil pe chale na koi zor re
GD
Haan dil pe chale na koi zor re
AG
O khincha chala jaye teri ore re
Аккорды в подборе
(аппликатуры)
Скрыть
Каким боем играть песню Yasser Desai
- Naino Ne Baandhi? Голосуй!