[Verse 1]EmD
Mukti Dene Wale Shanti Dene Wale
CD
Prabhu Yeshu Teri Mahima Ho
EmD
Mukti Ka Tu Marg Swarg Ka Hain Dwaar
CD
Prabhu Yeshu Teri Mahima Ho
[Chorus 1]AmBm
Ho Mahima Rajao Ke Raja Ki
CD
Prabhuo Ke Prabhu Ki Uski Hovey Sanna
AmBm
Woh Mar Gaya Tha Fir Won Zinda Hua Hai
CD
Swarg Mein Ja Baitha Hai Uski Hovey Sanna
[Verse 2]EmD
Harsh Aur Ulhas hamare Kheme Mein Hai
CD
Yahova Ne Hame Vijay Dilayi Hai
EmD
Shaitaan Aur Uski Sena dekho Bhaag Rahi Hai
CD
Yahova Ki Mahima Utar Aaye Hai
[Chorus 2]AmBm
Babylon Dekho Gir Raha Hai
CD
Aur Gir Raha Hai Yeriho Prabhu Ne Hai Kiya
AmBm
Kamzor Balwaan Hai Har Ek Bandi Aazad Hai
CD
Yeshu Ke Balidaan Ke Karan Ye Hai Hua
[Verse 3]EmD
Naachte Aur Gaatein, Khushiya Manate
CD
Uske Samukh Aate Hum
EmD
Bhor Ka Taara, Yeshu Hamara
CD
Uske Teez Se Bharte Hum
[Chorus 3]AmBm
Ghodo Samet Usne Saare Ratho Ko
CD
Samundar Mein Dubaya Diya Humko Vijay
AmBm
Krus Par shaitaan Ka Khullam Khulaa
CD
Tune Tamasha Banaya Diya Humko Vijay
Аккорды в подборе
(аппликатуры)
Скрыть
Каким боем играть песню Misc Praise Songs
- Mukti Dene Waale? Голосуй!
Мы используем файлы Cookies, Яндекс Метрику для улучшения работы сайта и удобства его использования.
Подробнее.
Вы можете запретить это в настройках браузера.